UP Board Class 10th or 12th Ka Exam Date 2021.

UP Board Class 10th or 12th Ka Exam Date 2021

UP Board Class 10th or 12th Ka Exam Date 2021
UP Board Class 10th & 12th Ka Exam Date Sheet 2021

Hello dosto jaisa ki aap jante honge ki UP Board High Shool or intermediate ka exam ki tarikh a chuki hai. High School ki exam 24 April se shuru hogi or 10 May ko khatam ho jayegi. Or  Intermideate exam ke 24 April se 12 May tak chalegi. Panchayat chunav ke karan is baar UP Board ki Pariksha der karai ja rahi hai. or corona virus ke chalet is baar sabhi pariksha 19 dino me khatam ho jayegi.  

10th  Class Exam Date Sheet
Class 10th Exam Date Sheet

Up Board Class 10th ka pahla paper 24 Aril ko HINDI ka hoga. Or akhri 10 May ko MATH ka hoga.

12th Class Exam Date 

Class 12th Exam Date Sheet 2021
Class 12th Exam Date Sheet 

Class 12th ka pahla paper 24 May ko HINDI ke sath suru hoga or 8 May ko Physics ke paper ke sath khatam hoga.

10th Class Download PDF


FQ&A

UP Board exam date 2021 class 12th  april mai ayegi kya?

Up board exam date 2021 class 12th ki date February 10, 2021 ke mahine me a chuki hai. or UP Board class 12th exam April ke mahine se shuru hogi. Or pahela paper HINDI ka hoga.

UP Board Exam 2021 ki tarikho ka elan kab hoga?

UP Board exam ki tarikho ka elan February 10, 2021  ke mahine me ho chuka hai.

Admin Card Kab se milega?

Admin card April ke mahine se milna shuru ho jayega.

UP Board ka exam ki tithi 2021

Dosto apke up board exam ka 24 April se suru honge or 12 May ko khatam ho jayenge

10th class exam ki tithi 24 April se 10 May tak challenge or 10th class ka pahla paper 24 April ko Hindi ka hai. or last paper Math ka hai

12th class exam ki tithi 24 April se 12 May tak hai. or pahla paper Hindi ka hai.

UP board 12th to 10th ka exam kab hoga 2021 main?

UP Board class 12th to 10th ka exam April ke mahine me 24 tarikh se shuru hoga or 10 May ko khatm ho jayega.

UP Board 12th class me kaun kaun si subject hote hai 2020-2021?

UP board ke 12th class me kai subject hote hai, jaise ki Science, Commerce Art or Tankan ye sab subject mojud rahenge aap inme se koi bhi side le sakte hai . Agar aap Science subject lete hai to apko 2 subject milenge jisme se apko PCM ( Physisce, Camestry or Math )  ya PCB ( Physisce, Chamestry or Biology )  lena padega.

Agar kuch puchna hai to comment box me jarur likhe.

Dosto agar apko ye jankari achi lagi to aap apne dosto ko bhi share kare taki unki help ho sake. 

Post a Comment

0 Comments